Saturday, November 14, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbai

Gangster Chota Rajan Ko Doshi Theraaya Gaya, 2001 Hotelier Jaya Shetty Murder Mamle Me Mumbai Court Kal Sunayegi Saza

Gangster Chota Rajan Ko Doshi Theraaya Gaya, 2001 Hotelier Jaya Shetty Murder Mamle Me Mumbai Court Kal Sunayegi Saza

[ads]

Mumbai Me 2001 Ko Hotelier Jaya Shetty Sahit 2 Logon Ki Goli Maarke Hatya Kar Di Gayi Thi, Iss Case Me 2 Shooter Sahit Rajendra Sadashiv Nikalje Urf Chota Rajan Ke Khilaf Case Darj Kiya Gaya Tha

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)


Mumbai Court Me Maharashtra Control Of Organised Crime Act (MCOCA) Ke Special Judge AM Patil Ne Iss Mamle Ki Sunwai Karte Hue Aaj Chota Rajan Ko Doshi Mana Hai

Bataya Jaa Raha Hai Iss Mamle Ki Agli Sunwai Kal Ki Jayegi Aur Saza Sunayi Jaayegi

Chota Rajan Filhaal Delhi Ke Tihar Jail Me Qaid Hai

Related Posts

1 of 19,627