All NewsBreaking NewsMumbai
*Gareeb Nagar Demolition Par Bawaal, Pattharbazi Ke Baad 10 Logon Par Case Darj.*

*Gareeb Nagar Demolition Par Bawaal, Pattharbazi Ke Baad 10 Logon Par Case Darj.*
Bandra East ke Gareeb Nagar mein demolition drive ke dauraan hungama aur pattharbazi ka maamla saamne aaya hai. Iske baad Mumbai Police ne 10 logon ke khilaf FIR darj ki hai.
Police ne kai BNS dharaon aur PDPP Act ke tehat case register kiya hai. Bataya ja raha hai ki masjid todne ke baad vivaad badh gaya, jiske baad mahaul tense ho gaya.



