Ghar kaam karne wali Minor Girl ko allegedly assualt karne par 25yrs old Actress ko Versova Police kiya arrest
25yrs old Actress ke ghar main kaam (Domestic Helper) karne wali Minor aged girl ne apne malkin ke khilaf Maarpeet karne ki complaint Versova Police station main darj ki
Ek Minute Mai Khabar ke liye.Press link for Shorts Video News
Ladki ne police ko bataya ke diya gaya kaam time par poora na hone par Actress usko bahut maarti thi sandals se
Minor Ladki ki shikayat par Versova Police ne under section ipc 326, 354(b), 504 ke sath POCSO ke tehat mamla darj kar Actress ko arrest kiya hai investigation jaari







