Ghatkopar Mankhurd link Road bante ja Raha maut ka Road
ek he din main do logo ki maut road accident main
PSI Dattatray Dhaygude ne bataya ki Wednesday morning 9am Vaibhav Vitthal Jangam (33) R/O Vashi Navi Mumbai
Sector 3 Vashi se apne job ke liya Andheri ja raha tha Ghatkopar Mankhurd link road se
Baiganwadi junction se phele opp Rehmaniya Masjid ke Service road ke kaam ke chalte BMC ne barigates laga Kar rakhe hai jiske beech se Vaibhav apne bike cross karne ja hi raha tha ki
Uske piche se aa rahi truck ne usko takkar mar di jiske baad Vaibhav ko Satabdi Hospital Govandi le jate waqt raste me hi uski death hogayi
Aropi truck driver Imtiyaz Pasha Nazir Ahmad (32) driver mauke baad bhagne ki koshish ki jise Deonar police ne Giraftar Kar liya
Thik us he din sham 8 baje Syed Mubarak Ali (40) R/O Govandi Qabristhan Road ke paas ja rahe the Ola Car (MH 02 ,EH,2068) ne Syed ko takkar Mardi jisme unki death hogayi
Ola car driver Shehryar Mushtaq Khan (24) R/O Dr Zakir Hussain nagar Govandi ko Deonar police ne arrest Kiya
Gallinews se baat karte hue Sr Pi Pradeep Kadam ne bataya we are arrested both accused of different and this is two diffrent accidental cases for causing death by negligence (Section 304 (A), rash driving (Section 279),causing hurt by act endangering life or personal safety (Section 337) of the Indian Penal Code,duty of driver (Section 134 (ab) and driving dangerously (Section 184) of the Motor Vehicle Act
Ghatkopar Mankhurd link road par rozana Accident bhadhte hi ja rahe hai har aye din logo ko apni jaan se hath dhona padh raha hai
BMC ne road ka kaam to shuru Kar Dee hai lekin itne slowly road department kaam Kar raha ki mano 2019 me pura na ho mahinon Ghatkopar Mankhurd link raod ke service road band pade repairing ke chalte Road par barigates laga BMC apna Daman bachane ki kosis Kar rahi hai agar road department apna kaam imandari aur jald kare to shayad is road ke hasde kam ho jaye
Gallinews.com
Please Subscribe Gallinews NewYou Tube Channel and
Press Bell Icon to get Regular Update Press Link & Subscribe