Haji Arfat ki Maa ko Brain Stroke Attack aya hai,Ilzam lagaya Nawab Mallik par, Ministry jayengi Nawab Mallik ki Said Haji Arfaat
Haji Arfaat ne Ek Video Jaari kiya jis mai unhone Unki Maa ko Brain Stroke Paralysis Attack ki Wajah Batayi
Press Link For Video
Haala ki is Video mai unhone Naam ka khulasa nahi kiya
Gallinews ne Jab Haji Arfat se baat ki toh unhone kaha
Nawab Mallik ne Shapathvidhi ka ulhangan kiya hai,Governer, CM,Sharad Pawar ji ke pass jaa kar shikayat karunga
FIR bhi hogi or Jail mai bhi jaana padenga aur Ministry bhi jayengi Said Haji Arfaat
Nawab Mallik was Unavailable for Comment