Haryana me CM Change hua, naye CM bane Nayab Singh Saini ne floor Test pass kiya
PM Narendra Modi ke Haryana daura ke dusre din hi Haryana me BJP sarkar ke CM Manohar Lal Khattar ko hata diya gaya
Contents
Haryana me CM Change hua, naye CM bane Nayab Singh Saini ne floor Test pass kiyaPM Narendra Modi ke Haryana daura ke dusre din hi Haryana me BJP sarkar ke CM Manohar Lal Khattar ko hata diya gayaHaryana ke CM ko hatane ke baad Kurukshetra se BJP ke Loksabha MP Nayab Singh Saini ne Governor Bandaru Dattatreya se Tuesday ko mulaqat kar phirse BJP ki hi nayi sarkar banane ka parsatav pesh kiya thaHaryana ke CM ki post ke liye Nayab Singh Saini ne shapath liya iss shapath samaroh me hatyae gaye CM Manohar Lal Khattar bhi shamil hue theyCM banne ke baad Nayab Singh Saini ko Haryana Assembly seasion me Floor test se guzarna padaNayab Singh Saini ne aaj hue floor test me vishaws mat hasil kar apni sarkar qayam rakhiBJP ke khaas rahe jaane wale 2 Term CM reh chuke Manohar Lal Khattar ko CM post se kyon hataya yeh abhi bhi log janne ki koshish kar rahe hain