All NewsBreaking NewsMumbai
HMPV virus ka first case India me detect kiya gaya, Bengaluru me 8 month old baby me paya gaya

HMPV virus ka first case India me detect kiya gaya, Bengaluru me 8 month old baby me paya gaya
China me phaile Human Meta Pneumo Virus (HMPV) ke chalte India me bhi Delhi, Maharashtra, aur Telangana sahit dusre states me Health Advisory issue ki gayi hai
Advertisement
View this post on Instagram
Advertisement
Khabron ke anusar India me Human MetaPneumoVirus ne dastak de diya hai aur Bengaluru me ek 8 month old baby me yeh HMPV ke symptoms paye gaye
Union Health Ministry ne bataya ke no need to panic, India me iss situation par nazar banaye hue hain aur global HMPV situation ko closely monitor kiya jaa raha hai
Government of India, Ministry of Health and Family Welfare ne apne statement me bataya ke HMPV bhi dusre respiratory virus ki tarah hai jisme sardi bukhar aur flu jaise symptoms dikahyi dete hain