All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli
Inam 10 Crore doonga Udhayanidhi Stalin ka sir cut karne wale ko Paramhans Acharya ka ailan, Sanatan Dhram khatam karne ke bayan par bawal

Inam 10 Crore doonga Udhayanidhi Stalin ka sir cut karne wale ko Paramhans Acharya ka ailan, Sanatan Dhram khatam karne ke bayan par bawal
Tamilnadu ke CM MK Stalin ke bete aur Tamilnadu sarkar me Minister Udhayanidhi Stalin ne ek bayan me kaha tha ke Sanatan Dharma Dengue, Malaria ki tarah hai isska sirf virodh nahi karna chaiye balke isko khatam kiya jaana chaiye
View this post on Instagram
Advertisement
Sanatan Dharam ko Khatam karne ke iss bayan par poore desh me bawal much gaya
Santan Dharam manne walon ne kaha jisne bhi sanatan Daharm khatam karne ki baat kahi woh khud khatam hogaya
Iss baat ko lekar Sant Paramhans Acharya ne ailan kar diya ke Udhayanidhi Stalin ka sir cut karne wale ko Rs 10 Crore inam doonga
Paramhans Acharya ke iss ailan par Udhayanidhi Stalin ne jawab diya ke Hum Unn logon me se nahi, jo inn sab khatron se darte hon
Advertisement