IPL- RR 1 Number, KKR 2nd Position Par Bani Hui Hai Konsi Team Pohanchegi Play Off Tak
[ads]
Indian Premier League ke season 17 me ab tak 40 Matches kheli jaa chuki hain aur 30 Match kheli jaani hai jiske baad 3 Playoff matches hongi phir Final khela jayega
Ab tak khele gayi matches ke Point Table ke anusar Rajasthan Royals 7 Match jeet kar 14 Points ke sath number 1 par hai, 2nd number par Kolkata Knight Riders hai 5 Match jeetkar 10 Points ke sath
wahin Sunrisers Hyderabad aur Lucknow Super Giants bhi 5 – 5 jeeti hai aur 10 -10 points ke sath number 3 aur 4 position par hai runrate kam zyada ke anusar
Yeh 4 teams ke baad Chennai Super Kings, Delhi Capitals aur Gujarat Titans 4 -4 match jeet kar 8 Points ke sath 5,6 aur 7 number par hain
Mumbai Indians 6 Point ke sath 8 number par Punjab Kings 4 Points ke sath 9 number par aur last me Royal Challengers Bengaluru sirf 1 match jeetkar 2 points ke sath 10 number par hai
Kiya lagta hai Playoff tak konsi 4 Teams pohanch paayegi comment karke batao