Wednesday, November 4, 2026
All NewsBreaking NewsMumbai

Jharkhand CM Hemant Soren ko ED ne arrest kiya, allegedly Money Laundring in land scam Mamle me

Jharkhand CM Hemant Soren ko ED ne arrest kiya, allegedly Money Laundring in land scam Mamle me

Jharkhand Mukti Morcha (JMM) leader, Jharkhand ke CM Hemant Soren ko beeti shaam Enforcement Directorate (ED) ne apne tabeh me le liya hai

Hemant Soren ke khilaf Land Scam me Money Laundring ka aarop hai

Halanke Arrest se pehle CM Hemant Soren ne ek Video release kar bataya ke yeh karwai galat horahi hai mere khilaf koi saboot nahi mila hai lekin phir bhi karwai ki jaa rahi hai, main Shibu Soren ka beta hoon main darne wala nahi mujhe Adalat par bharosa hai

Hemant Soren ne arrest se pehle apne Video me yeh bhi kaha ke din bhar mujhse poochtach karke time nikale aur shaam ko arrest karne wale hain yeh inlogon ka plan hai kyonke shaam ko koi court kacheri open nahi rehti

Related Posts

1 of 19,443