Jitendra Awhad Par Case Darj, Mukhyamantri Majhi Ladki Bahin Yojana Ke Baare Me Logon Ko Misleading Karne Ka Aarop
View this post on Instagram
Maharashtra CM Eknath Shinde Ne Rajya Ki Mahilaon Ke Liye Mukhyamantri Majhi Ladki Bahin Yojana Shuru Kiya Hai Jiske Antargat Mahilaon Ko Rs 1500 Per Month Dene Ka Ailan Kiya Hai Aur Pehli Qist Me 2 Month Ka Rs 3000 Bhi Mila Hai Bahut Si Mahilaon Ko
NCP-SCP MLA Jitendra Awhad Ne Ladki Bahin Yojana Ke Baare Me Allegedly Logon Ko Mislead Kiya Hai Ke Aarop Me Jitendra Awhad Ke Khilaf Case Darj Kiya Gaya Hai
Jitendra Awhad Ke Khilaf Sambhajinagar Ke MIDC Waluj Police Station Me Under Section 353(2) Of BNS Ke Tehat Mamla Darj Kiya Gaya Hai