All NewsBreaking NewsMumbai

Juhu Beach Par Swimming Karte Waqt 2 Ladke Dubey, 1 Ko Bachaya Gaya 1 Lapata

Juhu Beach Par Swimming Karte Waqt 2 Ladke Dubey, 1 Ko Bachaya Gaya 1 Lapata

Juhu Godrej Gate ke paas Silver Beach par do ladke samudra mein tairte waqt doob gaye.

Ek ladke ko duty par tainaat lifeguards ne safalta se bacha liya, lekin doosra ladka abhi bhi lapata hai, aur uski talaash mein bada search operation chal raha hai

 

Mumbai Fire Brigade (MFB) ne bataya ki subah 10:24 AM par distress call aayi, lekin lifeguards ke hisaab se yeh ghatna 8:30 AM ke aaspaas hui

 

High tide conditions ke bawajood dono ladke samudra mein utre the. BMC officials ne confirm kiya ki lifeguards ne ek ko turant bacha liya, par doosra ladka gehre paani mein chala gaya.

 

 

Related Articles

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading