Saturday, November 21, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsFilmy GalliMumbaiPolitical Galli

Kangana Ranaut Ke Bayan Se BJP Ne Khud Ko Side Kiya, AAP Ne Haryana Me Protest Kiya

Kangana Ranaut Ke Bayan Se BJP Ne Khud Ko Side Kiya, AAP Ne Haryana Me Protest Kiya

[ads]

Bollywood Actor BJP MP Kangana Ranaut Pehle Se Apne Vivadit Bayano Ke Liye Jaani Jaati Hain, Lekin Ab Politics Me Aakar Ek Loksabha Sansad Bankar Vivadit Bayan Dena Kangana Ranaut Ko Aur BJP Ko Mehnga Pad Sakta Hai.

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)


Kangana Ranaut Ne Ek Interview Me Khe Diya Tha Ke Farmers Protest Me Logon Ki Laashen Latki Hui Thi Aur Auraton Ke Sath Rape Ho Rahe They.

Haryana Me Assembly Election Hone Wale Hain, Aise Me Kangana Ke Iss Bayan Ko Lekar BJP Ne Kangana Ke Khilaf Letter Issue Kiya Aur Kaha Ke Yeh Kangana Ka Apna Bayan Hai, Party Iss Se Sehamat Nahi Hai.

Iss Bayan Ke Baad Kisan Samyukt Morcha Bhi Gusse Me Hai Aur Maafi Mangne Ki Mang Kar Rahe Hain.

Aam Aadmi Party Ne Haryana Me Kangana Ranaut Ke Khilaf Morcha Khol Diya Hai Aur Poore Haryana Me Protest Kiya Jaa Raha Hai.

Related Posts

1 of 19,822