Kon Hoga Mumbai Ka Naya Police Commissioner, CP Vivek Phansalkar Jald Honge Retire

Kon Hoga Mumbai Ka Naya Police Commissioner, CP Vivek Phansalkar Jald Honge Retire
View this post on Instagram
Advertisement
1989 Batch Ke IPS Officer, Mumbai Ke Police Commissioner Vivek Phansalkar 30 April Ko Retire Hone Wale Hain. Unki Jagha Mumbai Ka Naya Police Commissioner Kon Hoga, Iss Baat Ki Charcha Shuru Ho Gayii Hai Aur Kuch Naam Bhi Saamne Aane Lage Hain
Pichle Qareeb 3 Saal Se Mumbai Ki Raksha Kar Rahe Police Commissioner Vivek Phansalkar Ka Tenure Aane Wale Dino Mein Khatam Hone Wala Hai
Naye Mumbai Police Commissioner Ke Naam Mein 1990 Batch Ke NIA Chief Sadanand Date Aur Unke Batchmate Sanjay Kumar Verma Ke Sath 1992 Batch Ke Officers Retesh Kumar, Amitabh Gupta Aur Anti Corruption Bureau Ke Chief Sanjeev Singhal Ka Naam Charcha Mein Hai
Saath Hi 1993 Batch Ki Mahila IPS Officer Archana Tyagi Ka Naam Bhi Mumbai Police Commissioner Ke Liye Charcha Mein Hai Aur Bataya Ja Raha Hai Ke Pehli Mahila Officer As A Mumbai Police Commissioner Appoint Kiya Ja Sakta Hai
MumbaiPolice, PoliceCommissioner, VivekPhansalkar, SadanandDate, SanjayKumarVerma, ArchanaTyagi, MumbaiNews, MumbaiUpdates, PoliceLeadership, WomenInLeadership, IPSOfficers, MumbaiSecurity, NewPoliceCommissioner, PoliceRetirement