Kurla Ke Khairani Road Nale Mein Utare Karyakarta, Nalasafai Ke Daavon Par MNS Ka Anokha Andolan
BMC dwara 80% nalasafai poori hone ke daave ke beech MNS karyakartao ne Kurla ke Sakinaka sthit Khairani Road nale mein utar kar andolan kiya.
MNS ka aarop hai ki ilaake mein nalasafai ka kaam abhi bhi adhura hai. Iske virodh mein party padadhikari nale mein baith gaye aur prashasan ke khilaaf narazgi zahir ki.










