Lokpriya Classical Gayak Pandit Prabhakar Karekar Ka Dehant Hua At Shivaji Park Mumbai
Popular Hindustani Classical Vocalist Pandit Prabhakar Karekar Ki Beeti Raat Mumbai Ke Shivaji Park Wale Ghar Me Death Hogayi, Woh 80 Yrs Old They Aur Bataya Jaa Raha Hai Ke Pichle Kuch Mahino Se Beemar Chal Rahe They
Pandit Prabhakar Karekar Ka Janam Goa Me Hua Tha Aur Woh All India Radio (AIR) Aur Doordarshan Ke Graded Artist They, Jinke Bolava Vithal Pahava Vithal Aur Vakratund Mahakay Bahut Pasand Kiya Gaya Logon Ne
Pandit Prabhakar Karekar Ko 2014 Me Tansen Samman Se Nawaza Gaya, 2016 Me Sangeet Natak Akademi Award Diya Gaya, Gomant Vibhushan Award Sahit Aur Bhi Bahut Se Award Se Sammanit Kiya Gaya Hai
Pandit Prabhakar Karekar Ka Parthiv Sharir Antim Darshan Ke Liye Unke Ghar Par Hi Aaj Rakha Jaayega Aur Shaam 5 Baje Dadar Shamshan Bhumi Me Antim Sanskar Kiya Jayega
PanditPrabhakarKarekar, ClassicalMusic, HindustaniMusic, Obituary, Mumbai, ShivajiPark, AIR, Doordarshan, TansenSamman, SangeetNatakAkademi, GomantVibhushan, MusicLegend, RIP