Mangal Parbhat Lodha ke khilaf Samahwadi Party ka andolan istefa ki maang at South Mumbai
BJP MLA Mumbai Suburb ke Guidance Minister Mangal Parbhat Lodha ke khilaf ne Samajwadi party ne aaj unke office ke pass andolan kiya
View this post on Instagram
Samajwadi Party MLA Abu Asim Azmi ne bataya tha ke Managal Parsad Lodha ne Love Jihad ke naam par Maharashtra Assembly me galat aankda batakar jaativaad failane ka kaam kiya hai
Iss baat ko lekar Samajwadi Party ke leader post holder aur karyakartaon ne aaj Andilan kiya aur Managal Parbhat Lodha ke istefa ki maang kiya
BJP leader Mangal Parbhat Lodha ke khialf Andolan karne wale SP karyakarato ko Police ne detained kiya