Masjid Loudspeaker sound ka mudda garmaya Maharashtra Assembly me, Kiya Kaha CM Devendra Fadnavis ne
Mumbai me chal rahe Maharashtra Assembly Budget session me dharmik sthalon par lage Loudspeakers ko lekar amudda utahaya gaya tha aur karwai ki mang ki gayi thi
View this post on Instagram
Contents
Masjid Loudspeaker sound ka mudda garmaya Maharashtra Assembly me, Kiya Kaha CM Devendra Fadnavis neMumbai me chal rahe Maharashtra Assembly Budget session me dharmik sthalon par lage Loudspeakers ko lekar amudda utahaya gaya tha aur karwai ki mang ki gayi thiIss mamle ko lekar CM Devendra Fadnavis ne kaha ke koi bhi Dharmik sthal ho Loudsepaker ke liye permission lena hogaYeh Loudspeaker raat ke 10 baje se subha ke 6 baje ke darmiyan bandh hone chaiye, Din me Loudspeaker ka noise level di gayi limit 55 decibels se zyada aur raat me 45 decibels se zyada nahi hona chaiye yeh nirdesh Supreme court ne diya haiIss hiasab se agar koi Loudspeaker di gayi decibels limit se zyada bajaya jaata hai toh usspar karewi karne ka adhikar Maharashtra Pollution Control Board ko bharat sarkar ne diya haiSath hi kaha hai ke complaint milne par agar koi police officer karwai nahi karta hai toh uss police officer par karwai ki jaayegi
Iss mamle ko lekar CM Devendra Fadnavis ne kaha ke koi bhi Dharmik sthal ho Loudsepaker ke liye permission lena hoga
Yeh Loudspeaker raat ke 10 baje se subha ke 6 baje ke darmiyan bandh hone chaiye, Din me Loudspeaker ka noise level di gayi limit 55 decibels se zyada aur raat me 45 decibels se zyada nahi hona chaiye yeh nirdesh Supreme court ne diya hai
Iss hiasab se agar koi Loudspeaker di gayi decibels limit se zyada bajaya jaata hai toh usspar karewi karne ka adhikar Maharashtra Pollution Control Board ko bharat sarkar ne diya hai
Sath hi kaha hai ke complaint milne par agar koi police officer karwai nahi karta hai toh uss police officer par karwai ki jaayegi