Mathura Ki Shahi Idgah Masjid Ka Survey Karne Allow Kiya Allahabad Court Ne, Itni Jaldi Kiya Hai, MP Asaduddin Owaisi Ne Kiya Sawal
Uttar Pardesh Allahabad court ne Mathura ki Shahi Idgah Masjid ka Survey karne ki ijazat de di iss baat ko lekar AIMIM MP Asaduddin Owaisi ne sawal karte hue post kiya ke iss case ki sunwai supreme court me 9 January ko honi hai toh yeh faisal kyon ? Aisi kiya jaldi hai ke survey ka aadesh dena pada ?
WATCH GALLINEWS SHORTS VIDEO
Owaisi ne bataya ke Mathura ke yeh vivad sadiyon pehle hi Masjid Committee aur temple’s Trust ke beech aapsi samjhote se khatam hogaya tha
Contents
Mathura Ki Shahi Idgah Masjid Ka Survey Karne Allow Kiya Allahabad Court Ne, Itni Jaldi Kiya Hai, MP Asaduddin Owaisi Ne Kiya SawalUttar Pardesh Allahabad court ne Mathura ki Shahi Idgah Masjid ka Survey karne ki ijazat de di iss baat ko lekar AIMIM MP Asaduddin Owaisi ne sawal karte hue post kiya ke iss case ki sunwai supreme court me 9 January ko honi hai toh yeh faisal kyon ? Aisi kiya jaldi hai ke survey ka aadesh dena pada ?WATCH GALLINEWS SHORTS VIDEO
Iss vivad ko naya group badha raha hai phir chahe woh Kashi ho Mathura ho ya Lucknow ki Tiley Wali Masjid ho yeh sab me ek hi same group hai
Aur iss group ne Places of Worship Act qanoon hone ke bawjood qanoon aur judicial process ka mazak bana rakha hai
Aur kaha ke Jab ek paksh lagaataar muslims ko nishana banane me intrest rakhta hai to please Give and Take ka upadesh na do, aur kaanoon ab koi mayne nahi rakhta. Musalamano se unki asmat lootana hi ab ek maatra lakshay reh gaya hai