Maulana Tariq Jamil ke bete Asim Jamil ka Goli Lagne se Inteqal hogaya hai, Pakistan me Punjab ke Talambae
Duniya bhar me Mashoor Pakistan me rehne wale Islamic Scholar Maulna Tariq Jamil ke bete Asim Jamil ka beeti raat inteqal hogaya
Maulana Tariq Jameel ne khud Social Media ke zariye iss baat ki jankari dete hue bataya ke Aaj Talamba me Mere bete Asim Jamil ka inteqal hogaya hai, Iss haadsati maut ne mahol ko sougwar bana diya hai, Aap sabse guzarish hai ke iss gam ke mauqe par hume apni duwaon me yaad rakhen, Allah mere frazand ko jannat ul firdos me aala maqam aata farmaye
Contents
Maulana Tariq Jamil ke bete Asim Jamil ka Goli Lagne se Inteqal hogaya hai, Pakistan me Punjab ke TalambaeDuniya bhar me Mashoor Pakistan me rehne wale Islamic Scholar Maulna Tariq Jamil ke bete Asim Jamil ka beeti raat inteqal hogayaMaulana Tariq Jameel ne khud Social Media ke zariye iss baat ki jankari dete hue bataya ke Aaj Talamba me Mere bete Asim Jamil ka inteqal hogaya hai, Iss haadsati maut ne mahol ko sougwar bana diya hai, Aap sabse guzarish hai ke iss gam ke mauqe par hume apni duwaon me yaad rakhen, Allah mere frazand ko jannat ul firdos me aala maqam aata farmayeMaulana Tariq Jamil ne yeh bhi bataya ke Namaz E Janaza aaj 30 October ko shaam saadhe saat (7.30) baje Talambia ke Raess a baad me adaa ki jayegiPakistani Khbaron ke anusar Maulana Tariq Jamil ke 2 bete hain jinme bada beta Asim Jamil bahut saal se Depression ka shikar tha jiska illaj bhi chal raha tha, Asim Jamil ne apne ghar ke security guards ki bandook lekar apne chest me goli maar liya thaGoli lagne ki awaaz sunkar ghar me maujood logon ne Asim Jamil ko hospital legaye jahan doctor ne dead declare kiyaPakistani Khabron ke anusar Multan ke DSP Miyan Chanoo Salim Marth ka kehna hai ke Asim Jamil ne khudko Goli maarli aur tashvishnak halat me Aism jamil ko hospital lejaaya gaya tha jahan unka inteqal hogaya, iss baat ki tasdeek Multan ke RPO Sohel Chuadhry ne bhi kiya hai, sath hi Iss mamle ki aur bhi investigation karne ka order bhi diya haiInna Lillahi wa inna ilayhi raji’un