Mob Lynching Karne Walon Ko Phansi Ki Saza Ka Provision Banaya Gaya, Parliament Me Bole HM Amit Shah
Delhi me chal rahe Winter Parliment session me Union Home Minister Amit Shah ne Bharatiya Nyaya (Second) Sanhita Bill, Bharatiya Nagarik Suraksha (Second) Sanhita Bill aur Bharatiya Sakshya (Second) Bill ke baare me bataya aur Bill pass kiya gaya
WATCH GALLINEWS SHORTS VIDEO
Amit Shah ne bataya ke Mob Lynching jaise crime ke liye Phansi ki saza ka Paravdhan kiya gaya
Contents
Mob Lynching Karne Walon Ko Phansi Ki Saza Ka Provision Banaya Gaya, Parliament Me Bole HM Amit ShahDelhi me chal rahe Winter Parliment session me Union Home Minister Amit Shah ne Bharatiya Nyaya (Second) Sanhita Bill, Bharatiya Nagarik Suraksha (Second) Sanhita Bill aur Bharatiya Sakshya (Second) Bill ke baare me bataya aur Bill pass kiya gayaWATCH GALLINEWS SHORTS VIDEO
Raj Droh (Sedition) jaise Angrezon ke kaale qanoon ko khatam kardiya gaya hai, Desh Droh qanoon laaya gaya hai
Indian Civil Protection Code (CRPC) me filhal 484 sections hain jisme ab 531 section honge, 9 naye sections aur 39 naye sub sections add kiye gaye