MP Me 230 Aur Chhattisgarh Me 70 Assembly Seats Ke Liye Aaj Horahi Hai Polling, Counting 3 Dec ko hogi
Aaj Madhya Pradesh ki 230 Assembly seats aur Chatisgarh me 90 seats wali Assembly ka aaj 2nd phase me 70 seats ke liye voting shuru hai
Aaj Madhya Pradesh ke CM Shivraj Singh Chauhan, Former Chief Minister Kamal Nath aur Chhattisgarh ke Chief Minister Bhupesh Baghel sahit aur bhi bade diggaj leaders ki haar jeet ka faisla EVM me bandh hone wala hai
Subha 9 baje tak ki baat karen toh Madhya Pardesh me 11.13 % Voting hui aur Chatisgarh me 5.71 %
Madhya Pardesh me 230 Assembly seats ke liye 2534 Ummidwar apni kismat aazma rahe hain
Chattisgarh me 70 setas ke liye aaj horahe Assembly Election me 958 Ummidwar apni kismat aazma rahe hain
25 November ko Rajasthan aur 30 November ko Telangana me hone hain Assembly Election
Sabhi 5 States ke results 3 December ko declare kiye jayenge