All News

Mughal Emperor Shah Jahn ke Signatured Document Supreme Court ne Maange Sunni Waqf Board se in Taj Mahal owner Ship case

Mughal Emperor Shah Jahn ke Signatured Document  Supreme Court ne Maange Sunni Waqf Board se in Taj Mahal owner Ship case

Chief Justice Deepak Misra ne Uttar Pradesh Sunni Waqf Board ke Counsel se Shah jahan jinhone 1631 mai apni wife Mumtaz Mahal ke liye Taj mahal banwaya tha woh Document maange jis may Shah Jahan ne Taj Mahal ko Waqf kiya tha 

Advertisement

Archaelogical Survey of India ASI ne 2010 mai Taj Mahal ki Ownership ke liye Appeal filed kiya tha 

Sunni Waqf board ne Taj Mahal ko Waqf board ki Proprty Declare ki maang kahi thi

SC Ne Yeh bhi sawal kiya ke Shahjan ko un ke Bete Aurangzeb ne jail bhej diya tha aur Jail mai hi unki Death ho gayee thi Agra Fort mai Shah Jahan Sign kaise Kar Sakte hai 

Advertisement

17th century Monuments and Other Heritage Structure built by Mughals were taken by British and After India Independencr came under Govt of India and Managed by ASI

ASI Ka Kehna hai ki Koyee waqfnama Nahi hai 

Next Date of Hearing is 17th April 

Gallinews.com

– 
– 

(For More IMP News) like and follow on
https://m.facebook.com/gallinews/
https://twitter.com/gallinews?s=08
https://www.youtube.com/user/gallinews

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button