Monday, November 9, 2026

BREAKING

Dongri 1 hour ago
Malad East pimpripada 3 hours ago
Fire in Dongri 4 hours ago
Fire in Dongri 4 hours ago
Jogeshwari 15 hours ago
Marol Naka 15 hours ago
Kalbadevi 15 hours ago
Kurla 15 hours ago
All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbai Local Train Ki Bheed Se Logon Ko Milsakta Hai Chutkara, Railway Minister Ne Local Train Service Badhane Kaha

Mumbai Local Train Ki Bheed Se Logon Ko Milsakta Hai Chutkara, Railway Minister Ne Local Train Service Badhane Kaha

[ads]

Mumbai Ki Lifeline Mani Jaane Wali Local Train Se Daily Lakhon Log Travel Karte Hain Aur Apni Manzil Ki Taraf Badhte Hain

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Subha Aur Shaam Ke Waqt Local Train Khacha Khach Bhari Hoti Hai Aur Logon Ko Roz Survive Karna Padta Hai

Lekin Ab Local Train Ki Gardi Kam Ho Sakti Hai Kyonke Railway Minister Ne Local Train Service Ko Badhane Ke Liye Railway Officers Ko Kaha Hai

Darasal Union Minister Of Railways Ashwini Vaishnaw Ne Mumbai Me Railway Ki Monsoon Ki Tyaari Ke Liye Hi Meeting Me Hissa Liya Tha Aur Monsoon Ke Liye Ki Gayi Sabhi Tyaari Ka Jayza Liya

Iss Meeting Me Railway Minister Ne Train Se Travel Karne Wale Logon Ki Problems Ko Dekhte Hue Bheed Ko Kam Karne Ke Liye Train Service Badhane Ka Raasta Nikalne Kaha Officers Ko

Related Posts

1 of 19,547