Mumbai Mausam ka haal, Halki Baarish hogi, Badal chahye rahnege bataya BMC ne, High Tide 3.10 Pm par 3.83 Meter hoga
Iss saal Late Monsoon ki entry ke baad Mumbai me kuch din tez baarish hui phir halki phulki baarish ke sath hi Monsoon season guzarne laga
GALLINEWS SHORTS PRESS LINK
Contents
Mumbai Mausam ka haal, Halki Baarish hogi, Badal chahye rahnege bataya BMC ne, High Tide 3.10 Pm par 3.83 Meter hogaIss saal Late Monsoon ki entry ke baad Mumbai me kuch din tez baarish hui phir halki phulki baarish ke sath hi Monsoon season guzarne lagaBMC ne Mausam ki jankari dete hue bataya ke Monday 21 August ki subha 8 Baje se aaj subha 8 baje tak Mumbai City me 2.54 mm, Eastern Suburbs me 7.54 mm aur Western Suburbs- 9.22 mm baarish darj ki gayiMana jaa raha hai ke Aaj Mumbai me Badal Chaye rahenge aur halki baarish hogiDopehar 3.10 minutes par High Tide hoga aur Samundra me 3.83 Meter oonchi lehrene uthengiMumbai ko paani supply karne wali lakes ka water level Stock aaj subha 6 baje tak 83.97 % pohanch gaya hai jo pichle 2 saal ke muqable kam hai
View this post on Instagram