Mumbai Metro 4 Incident: Parivaar Ne Maanga ₹2 Crore Muawza
[ads]
Metro 4 site par parapet girne se Ramdhani Yadav ki maut ke baad parivaar ne unka shav lene se inkaar kar diya hai. Parivaar ne ₹2 crore muawza aur beti ke liye sarkari naukri ki maang ki hai.










