Saturday, October 31, 2026
All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbai Monsoon Se Pehle Hill, Pahadi Area Me Rehne Walon Ko Safe Place Par Shift Hone Kaha Hai BMC Ne, Landslide Ka Khatra

Mumbai Monsoon Se Pehle Hill, Pahadi Area Me Rehne Walon Ko Safe Place Par Shift Hone Kaha Hai BMC Ne, Landslide Ka Khatra

[ads]

Mumbai Me Pichle Kuch Saal Monsoon Me Landslide Ke Cases Saamne Aaye Hain Aur Logon Ki Jaan Gayi Hai

Iss Saal Monsoon Se Pehle Hill/ Pahadi Areas Me Rehne Wale Logon Ki Safety Ka Khayal Rakhte Hue BMC Ne Logon Ko Safe Jagha Shift Hone Kaha Hai

Mumbai Me Khaas Taur Par S Ward Jisme Bhandup, Powai, Kanjurmarg, Vikhroli Aur Nahur Areas Shamil Hain Me Log Badi Tadad Me Hill Side Areas Me Rehte Hain

Vikhroli Ke Surya Nagar, Powai Ke Indira Nagar, Bhandup Ke Gautam Nagar, Paspoli, Jaibhim Nagar, Ramabai Ambedkar Nagar, Nardas Nagar, Gaondevi Hill, Gawdevi Marg, Tembhipada, Rawate Compound, Khindipada, Ram Nagar, Hanuman Nagar, Ashok Hill, Ambyachi Bharani, Hill Line Marg, Navjeevan Society, Tanaji Wadi, Dargah Marg, Khadan Vishwashanti Society Areas Ke Logon Ko BMC Ne Shift Hone Ki Appeal Ki Hai

Related Posts

1 of 19,387