All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbai Police Ne Pehle Hi Din Shaam Tak 12 Cases Darj Kiya, 1 July Se Lagoo Hue 3 New Law Ke Antargat

Mumbai Police Ne Pehle Hi Din Shaam Tak 12 Cases Darj Kiya, 1 July Se Lagoo Hue 3 New Law Ke Antargat

Desh Bhar Me 1 July Se 3 New Laws Bharatiya Nyaya Sanhita (BNS), Bharatiya Nagarik Suraksha Sanhita (BNSS) Aur Bharatiya Sakshya Adhiniyam (BSA) Lagoo Kardiya Gaya Hai

 

Advertisement
View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Advertisement

Mumbai Police Ne Bharatiya Nyaya Sanhita (BNS) Ke Tehat Pehla Case DB Marg Police Station Me Darj Kiya Jiske Baad Vikhroli, Dahisar Sahit Beeti Shaam Tak 12 Cases Darj Kiye Gaye They.

Khabron Ke Anusar Poore Maharashtra Me New Law Ke Antargat Pehle Din Shaam Tak 73 Cases Darj Kiye Ja Chuke They, Yeh Numbers Ab Tak Badh Gaye Honge.

Mumbai Police Joint Commissioner Of Police (Law And Order) Satyanarayan Chaudhary Ne Bataya Ke Mumbai Police Ke Bahut Se Police Officers Ko 3 Naye Laws Ki Training Di Gayee Hai Aur Sabhi Regional Aur Zonal Offices Me Iss Se Related Training Material Provide Kiya Gaya Hai.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button