Murder in Chembur Ghar ke paas Peshab mana karne par chaku bhok doya
Kal raat ko Wasim ke ghar ke bahar ek sakhs peshaab kar raha tha ,Mana karne par us aadmi ne Chaku wasim ki chaati mai bhok diya,Aisa Bataya jaa raha hai
Wasim Mukri (26),Amir Baug No2, Near Amar Bakery, Chembur ka rehne wala hai
Ghar walo ka kehna hai ki Marne wala area ka local ghunda hai aur Parole par Aya hai
Mamla Tilak Nagar Police Stn Mai



