Tuesday, November 10, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

Muslim Boyfriend Ke Sath Bhaagi Ladki, BJP MP Sadhvi Pragya Singh Thakur Ne Ladki Ko Dikhayi Thi Kerala Story Movie

Muslim Boyfriend Ke Sath Bhaagi Ladki, BJP MP Sadhvi Pragya Singh Thakur Ne Ladki Ko Dikhayi Thi Kerala Story Movie

Madhya Pardesh ke Bhopal me Nurse ki padhai kar rahi 19 years old Girl apni shaadi se pehle hi apne Muslim boyfriend ke sath bhaag gayi

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Muslim boyfriend ka naam Yusuf Bataya jaa raha hai

Khabron ke anusar Bhopal se BJP ki MP Sadhvi Pragya Singh Thakur ne iss ladki ko apne Muslim boyfriend se door rehne ki takeed kiya tha aur Kerala Story Movie bhi dikhaya tha jiss se ladki apne Muslim boyfriend se door rahe

Kerala Story Movie ke release se pehle aur baad me bhi khoob controversy hui hai jiss me ab yeh qisaa bhi judd gaya hai

Related Posts

1 of 19,623