MVA ko laga Jhatka, Maharashtra Ex Governor ke 12 MLC Nomination ko challenge kiya gaya tha, Bombay High Ciurt ne PIL kharij kiya
Contents
MVA ko laga Jhatka, Maharashtra Ex Governor ke 12 MLC Nomination ko challenge kiya gaya tha, Bombay High Ciurt ne PIL kharij kiyaMaharashtra ke Governor Bhagat Singh Koshyari ne apne karyakal me Maharashtra Legislative Council (MLC).ke liye 12 naam nomination ke liye diya thaIss 12 MLC nomination ko challange karte hue Maha Vikas Agahdi ki Shivsena UBT ke leader Sunil Modi ne ne Bombay High Court me Public Interest Litigation (PIL) file kiya thaBombay High Court ki bench of Chief Justice DK Upadhyaya aur Justice Amit Borkar ne thursday 9 Jan ko iss mamle ki sunwai karte hue PIL ko misconceived batate hue dismissed kardiyaDarasal 2019 se 2022 ke dauran CM Uddhav Thackeray ke waqt MLC ke naam ki list ko uss waqt ke former Maharashtra Governor rahe Bhagat Singh Koshyari ne dhyan nahi diya aur delay kiya tha, baad me CM Shinde ki sarkar bani aur 12 MLC ki list digayi jise kharij karne ke liye PIL file kiya gaya tha
Maharashtra ke Governor Bhagat Singh Koshyari ne apne karyakal me Maharashtra Legislative Council (MLC).ke liye 12 naam nomination ke liye diya tha
View this post on Instagram
Iss 12 MLC nomination ko challange karte hue Maha Vikas Agahdi ki Shivsena UBT ke leader Sunil Modi ne ne Bombay High Court me Public Interest Litigation (PIL) file kiya tha
Bombay High Court ki bench of Chief Justice DK Upadhyaya aur Justice Amit Borkar ne thursday 9 Jan ko iss mamle ki sunwai karte hue PIL ko misconceived batate hue dismissed kardiya
Darasal 2019 se 2022 ke dauran CM Uddhav Thackeray ke waqt MLC ke naam ki list ko uss waqt ke former Maharashtra Governor rahe Bhagat Singh Koshyari ne dhyan nahi diya aur delay kiya tha, baad me CM Shinde ki sarkar bani aur 12 MLC ki list digayi jise kharij karne ke liye PIL file kiya gaya tha