Saturday, November 21, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

NCP Sharad Pawar Ki Party Ka Naya Naam Nationalist Congress Party – Sharadchandra Pawar Hua

NCP Sharad Pawar Ki Party Ka Naya Naam Nationalist Congress Party – Sharadchandra Pawar Hua

Nationalist Congress Party me 2 groups Banjane ke baad dono ho groups ne Party ke naam aur Symbol par apna apna daava kiya tha

GALLINEWS SHORTS VIDEO

Election Commission of India ne 2 din pehle Ajit Pawar Group ko NCP Party aur Symbol allot kiya tha aur Sharad Pawar Group ko naya naam dene ki choice diya tha

Sharad Pawar ki party ka naya naam Nationalist Congress Party Sharadchandra Pawar select kiya gaya

ECI ne bataya ke Nationalist Congress Party – Sharadchandra Pawar ke naam se aane wala Rajyasabha Election ya dusra koi bhi election lad sakte hain

Related Posts

1 of 19,785