Nitesh Rane Ke Khilaf FIR Darj Ho, Malwani Police Ko Complaint Letter Diya AIMIM Ke Irfan Khalifa Ne
Malad Malwani me Sunday 3 March ko Sakal Hindu Samaj ka Hindu Janakrosh Morcha nikala gaya tha
Malwani Gate No 8, Gaikwad Nagar Depot se Morcha Malwani Gate No 1 tak nikala gaya aur Morcha ke baad 1 Number par Sabha rakhi gayi thi
Sabha Me BJP MLA Narayan Rane ne hate speech dete hue 2 samaj ke beech darar paida karne ka kaam kiya
Iss baat ko lekar AIMIM ke North Mumbai President Irfan Khalifa ne apne samrthakon ke sath Malwani Police station me Nitesh Rane ke khilaf complaint file kiya
Irfan Khalifa ne Malwani Police station ke senior Pi se mang kiya hai ke Nitesh Rane par FIR darj kiya jaye