Online Fraud – Fast Tag par zyada payment ke paise return lene ke chakkar me gaye Rs 1.20 lakh at South Mumbai
Aajkal Online farud itne badh gaye hain ke thoda se dhyan na dene par logon ke lakho rupiye yahan se wahan hojate hain
GALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINK
Aisa hi kuch hua south Mumbai ke ek Electric ke saaman ke vayoaari ke sath jo apne kaam ke liye Mumbai se Gujrat jaane wala tha aur ussne apne Fast Tag account me galti se Rs 1500/- ki jagha Rs 15000/- transfer kardiya
Transfer hue Zyada amount ko wapas lene ke liye Fast Tag helpline ka number online search karna shuru kiya jahan vaypari online fraudsters ke chqngul me phans gaya
Hua yrh ke Vaypari ko fake aur Fraud Help line ka number mila jispar call karne ke baad vaypari se dhoke bank account se Rs 1.20 lakh udaa liya online fraudsters ne
Vaypari ne galti se farzi banaye hue Fast Tag ke helpline number se contact kar liya aur online fraud ka shikar hogaye
MRA Marg Police station me mamla darjbkiya gaya hai police iss mamle ki janch kar rahi hai