Owaisi ka naam aur nishan mit jayega woh din zyada door nahi kaha Assam CM Himanta Biswa Sarma ne at Telangana AIMIM TRS
Telnagana se AIMIM ke MP Asaddudin Owaisi sab state main ja ja kar bayan baazi karte hain iss baar Assam ke CM Himnata Biswa Sarma ne Telangana Warangal me jaake party ke programe me bayan dete hue kaha yahan bhi Nizam ka naam onishan mit jayega Owaisi ka bhi naam aur nishan mit jayega woh din zyada door nahi
Presa link for Video
Assam CM Himnata Biswa Sarma ne Telangana main BJP party ki rally ko sambhodit karte hue telangana ke CM kCR aur unki party TRS ke sath Congress aur AIMIM party par nishana saadha aur kaha zayda din door nahi jab yeh sab party khatam hojayegi
Babar jaisa khatam hogaya Owaisi bhi khatam hojayega woh bahut zyada din nahi lagega
Aur kiya kya kaha CM Himnata Biswa Sarma ne poora video dekhiye