All NewsBreaking NewsCrime Galli

Padma Bhushan Medal Churaya, Bechne Gaye Sunar Ne Police Ko Bataya, 5 Arrested At Delhi

Padma Bhushan Medal Churaya, Bechne Gaye Sunar Ne Police Ko Bataya, 5 Arrested At Delhi

Desh ka third highest civilian award Padma Bhushan ko hi chura liya aur Sunar ke pass legaye sale karne, Sunar ki hoshiyari se Delhi police ne 1 Mahila sahit 5 Logon ko arrest kiya

Arrested
1.Shrawan Kumar (33yrs)
2.Hari Singh (45yrs)
3 Rinki Devi (40yrs)
4.Ved Prakash (39yrs)
5.Prashant Biswas (49yrs)

Delhi Police ne bataya ke yeh Padma Bhushan Medal Panjab University ke Former Vice Chancellor G C Chatterjee ka hai, jinke ghar kaam karne walon ne hi chori kiya aur Medal bechne ki koshih kiya

Kalindi Kunj police station me pakde gaye sabhi logon ke khilaf mamla darj kiya gaya

Padma Bhushan Medal par bane Lion Capital embossment aur Medal ki circular brass disk missing hai jiska pata Police laga rahi hai

 

Related Posts

1 of 17,249