All News

Pakistan main hua Aaj General Election PM Post ke liye

Pakistan main hua Aaj General Election PM Post ke liye 

Pakistan ke General Election Chunav main 272 seats ke liye aaj hui voting 

Advertisement

Majority ke liye 137 seat ki zarorat hai General election ke sath Vidhansabha ka bhi election tha 

Ballot paper se hui voting lagbhag 11 crore voters hain 

Chunav main sabki nazar Nawaz Sharif ki party PMPL(N), Bilawal Bhutto ki party PPP & Imran khan ki party PTI par hai 

Advertisement

Iss se pehle 2013 main Nawaz Sharif ki party PMPL(N) ko 166 seats mili thi Nawaz Sharif ne Bahumat ke sath sarkar banyi thi 

Bilawal Bhutto ki party PPP ko 42, aur Imran Khan ki Party PTI ko 35 seats mili thi 

Iss baar ke election main Nawaz Sharif ke bete Shebaz Sharif se zyada Imran khan PM ke dawedar mane jarahe hain 

Bilwal Bhutto 3rd number par logon ki pasand batayi ja rahi hai 

Aaj ke election ke beech 2 jagha hue bomb blast  

Queta main bomb blast hua jisme laghbhag 34 logon ki maut ki khabar hai aur Larkana main hue bomb blast main 4 log injured hue 

Subha 8.00 baje se shaam 6.00 baje tak Voting hui 

6.00 baje ke baad aaj hi countong bhi shuru kar di gayi 
 

Gallinews.com
Please Subscribe Gallinews New You Tube Channel and

Press Bell Icon to get Regular Update Press Link & Subscribe

https://www.youtube.com/c/Gallinews24X7

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker