Wednesday, November 25, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbai

Pakistani kalakar Pakistani Film No Means No, Fawad Khan ki Movie Abir Gulaal release hone nahi denge MNS ka ishara

Pakistani kalakar Pakistani Film No Means No, Fawad Khan ki Movie Abir Gulaal release hone nahi denge MNS ka ishara

[ads]

Pakistani Actor Fawad Khan ki phir ek baar Bollywood me entry hui hai aur Vaani Kapoor ke sath Abir Gulaal namak movie ban kar release hone ke liye tyaar hai

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Gallinews India (@gallinews_com)


Abir Gulaal movie ka teaser release hua jisme bataya gaya ke film 9 May 2025 ko theaters me release hone wali hai

Iss Film ko lekar Maharashtra Navnirman Sena (MNS) Chitrapat wing Ke head Ameya Khopkar ne kaha ke hum iss film ko release hone nahi denge, Pakistani kalakar ho yq Pakistani Film No Means No

MNS ke mana karne ke baad bhi agar Pakistani actor ki movie India me release hui toh hum MNS Style me jawab denge, aur kaha ke Theaters walon ko pata hai ke unke sheeshe kitne mehnge hote hain

Related Posts

1 of 19,778