Saturday, November 21, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbai

Phir Train Accident – LPG Se Bhari Maalgadi Patri Se Utar Gayi At Jabalpur No Casualty Reported

Phir Train Accident – LPG Se Bhari Maalgadi Patri Se Utar Gayi At Jabalpur No Casualty Reported

Odisha me hue Train haadse se mile dard abhi bahre hi nahi they ke Madhya Pardesh ke Jabalpur se LPG gas se bahre Tanker wali Maalgaadi ke 2 dabbe railway track se uatarne ki khabar saamne aayi hai

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Halanke yeh Railway Track Main line ki nahi hai jiske chalte iss haadse ke baad dusre Trains ke awaajahai par koi asar nahi hua

Haadss Shahpura Bhitoni ka hai jahan unloading ke waqt maalgaadi ke 2 LPG rake track se utar gaye they

Iss haadse me koi jaani maali nuqsaan nahi hai

Related Posts

1 of 19,723