Wednesday, October 28, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

Political Brake – Pankaja Munde 2 Month Ki Chutti Par Kaha Samaj Karya Karti Rahengi

Political Brake – Pankaja Munde 2 Month Ki Chutti Par Kaha Samaj Karya Karti Rahengi

BJP Leader Pankaja Munde Congress me jaayengi, Pankaja Munde Shivsena Shinde group join karengi yeg sab khabron ka khulasa karne ke liye aaj Press confrence liya Pankaja Munde ne

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Press Confrence me Pankaja Munde ne clear kiya ke unki kisi bhi party ke koi bhi leader se koi bhi kism ki baat nahi hui hai

Pankaja Munde ne kaha woh pichle 20 saal se Politics me active hain aur ab 2 Month ke liye brake – Chutti lena chaheti hain

Pankaja Munde ne yeh bhi bataya ke iss darmiyan woh samajik kaam karti rahengi

Related Posts

1 of 19,392