Friday, November 13, 2026

BREAKING

All News

Pune-Mumbai Expressway Aur Old Highway Band! Landslide Aur Bhari Barish Ke Baad Traffic Puri Tarah Roka Gaya

Pune-Mumbai Expressway Aur Old Highway Band! Landslide Aur Bhari Barish Ke Baad Traffic Puri Tarah Roka Gaya

Lagataar ho rahi musaladhar barish aur landslide ke baad Pune-Mumbai Expressway aur Old Mumbai-Pune Highway par traffic ko agli soochna tak poori tarah rok diya gaya hai.

Police aur administration ne logon se appeal ki hai ki Pune aur Mumbai ke beech filhaal safar na karein aur apni journey postpone kar dein. Government agencies ke traffic updates follow karne ki salah di gayi hai.

Related Posts

1 of 16,705