- Home
- Old Breaking News
- Ram Mandir at Ayodhya December 2023 tak Bhakton ke liye open kar diya jayega (Report)
Ram Mandir at Ayodhya December 2023 tak Bhakton ke liye open kar diya jayega (Report)
Khabron me anusar sources se pata chala hai ke Ayodhya main banne wala Ram Mandir December 2023 tak Bhakton (devotees) ke liye open ho jayega
Mandir trust ki mane toh Mandir Construction ka kaam zoron par chal raha hai 12- 12 ghante 2 shift main din raat kaam chal raha hai
Ayodhya Ram Temple 2025 tak ready hona expected tha lekin logon ka kehna tha ke 2024 MP election tak ready kar diya jayega
Ab khabar aarahi hai ke 2023 ke Akhir main hi bhakton ke liye open kar diya jayega
???? ???? ???? ????
Related