Ramzan Chand Nazar Aaya Mumbai Me Chand Mubarak 2024 Mumbai, Kal Pehla Roza Hoga
Mumbai me aaj Ramzan ka chand dikhayi diya iss baat ka ailan kiya Markazi Ruyate Hilal Committee Masjid-e-Jama Mumbai ne
Markazi Ruyate Hilal Committee Masjid-e-Jama Mumbai ne aaj Ramzan ul Mubarak1445 ka chaand HONE ka faisla kiya hai
Aaj se Taraveh ki namaz shuru hogi aur Kal se pehla roza shuru hoga