All NewsBreaking NewsMumbai

Rani Baug Mumbai Byculla Zoo Mein Saal Bhar Mein 50 Animal/Birds Ki Maut Hui, Zyadatar Heart Attack Ke Karan

Rani Baug Mumbai Byculla Zoo Mein Saal Bhar Mein 50 Animal/Birds Ki Maut Hui, Zyadatar Heart Attack Ke Karan

Central Zoological Museum Authority ne desh bhar ke Zoo ke birds aur animals ki Annual Death report pesh kiya hai


Report ke mutabiq Mumbai me Byculla ke Veermata Jijabai Bhosle Botanical Garden and Zoo jise Rani Baug bhi kaha jaata hai me Year 2022-2023 ke dauran 50 Animals/Birds ki death hui thi

Advertisement

Mumbai Municipal Corporation ne Animals/Birds ki death ka reason batate hue kaha ke alag alag beemari se Animals/Birds ki death hui jisme aadhe se zyada Animals ki death heart attack se hui hai aur baaki cases me respiratory failure, multiple organ failure jaise reason bhi rahe

Jo Animals aur Birds ki death hui thi ussme spotted deer, emu, rhesus macaque, sambar, African parrot, tortoise, African grey parrot, cockatiel budgerigar, sambar deer, budgerigar, military macaw, golden pheasant shamil hain

Advertisement

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker