Remdesivir injections main paracetamol bhar ke sale karne wale 4 arrested at Baramati
Covid19 ke badhte cases aur Remdesivir injections ki shortage ke chalte Remdesivir ki kalabazari toh chal hi rahi hai Baramati main Remdesivir ki bottle main Paracetamol liquid form main bharke Rs 35000/- per piece sale karne walon ko police ne kiya arrest