RSS Mohan Bhagwat Said 15 Saal mai Akhand Bharat Banayenge,Owaisi ne kaha 8 saal mai kya ukhadliye
Akhand Bharat banega 15 saal me kaha RSS Mohan Bhagwat AIMIM Asad Owaisi ne kaha 8 saal me kiya ukhad liye
RSS Cheif Mohan Bhagwat ne Haridwar me ek karyakarm me kaha ke Sanatan Dharam hi Hindu Rashtra hai sath hi kaha ke 15 saal me Bharat Akhand Bharat hoga jo iske raaste me aayenge mit jayenge iss par AIMIM President Asaduddin Owaisi ne kaha 8 saal me kiya Ukhaad liya
Asaddudin Owaisi ne kya kaha
Mohan Bhagwat bole ek hazar saal Bharat ke sanatan Dharam ko khatam karne ki koshish lagaatar ki gayi lekin woh sab mit gaye par hum aur Sanatan dharam aaj bhi maujood hai