- Home
- Old Breaking News
- Saanp Snake ke kaatne se road sunsan road par pade aadmi ko Police constable ne hospital lejakar jaan bacahayi at Manori Malad West
Saanp Snake ke kaatne se road sunsan road par pade aadmi ko Police constable ne hospital lejakar jaan bacahayi at Manori Malad West
Gorai Police station ke constable Yogesh Khedekar ne duty se apne ghar jaate waqt ek aadmi ko Manori Village ke aunsaan road par pada dekha jise saanp (Snake) ne hand & leg par kaata tha
Police constable Yogesh Khedekar ne uss aadmi jaldi se Hospital legaye jahan uss aadmi ka illaj karaya gaya jiss se uski jaan bach gayi
Aadmi ka naam Surendra Pratap bataya ja raha hai jise raaste main chalte waqt saanp ne kaat liya tha
???? ???? ???? ????
Related