Uttar Pardesh Bareli ki Shah Sharafat Miyan Dargha ke sajjjada nasheen Shah Muhammed Saqlain Miya Huzoor ka beeti shaam Inteqal hogaya, yeh khabar sunte hi unke lakhon mureedon ke dilon me gam ka pahad toot gaya
Mili jankari ke mutabiq beeti shaam Saqlain Miya ko saans lene me pareshani hone lagi aur tabiyat bigadte dekh unhe private hospital lejaya gaya tha jahan unhone me aakri saans li
Shah Muhammed Saqlain Miya Huzoor ke inteqal ki khabar sunte hi unke chahene walon ne Shah Sharafat Miyan Dargha ki taraf rawana hona shuru kardiya