Salman Khan Movie Bewafa Sanam ke director Sawan Kumar Tak passes away at Mumbai
Contents
Bollywood Movies Vetran Director Sawan kumar tak ka aaj lambi beemari ke baad Andheri ke Kokilaben Dhirubhai Ambani Hospital me nidhan hogaya woh 86 yrs ke they
Aaj shaam 4 baje ke kareeb unki dil ka daura padne se death hogayi unka antim sanskar kal Vile Parle ke Pawan Hans Crematorium me kiya jayega
Salman Khan ne Filmmaker Sawan kumar Tak ka photo share karte hue social media par shardhanjali diya
Sanam Bewafa, Dil Pardesi Ho Gaya, Hawas, Ab Kya Hoga, Laila, Souten, Chand ka tukda, Bewafa se wafa jaise aur bhi bahut si movies direct kiya tha Sawan Kumar ji ne
भावपूर्ण श्रद्धांजली