Savdhaan India Actor Chori ke mamle mai Giraftaar
Television Actor Firoz Jafari ko Mumbai Police ne Oshiwara se kiya giraftaar
Mumbai Crime Branch Unit 8 ko dehradun Police se information mili thi ki accused ne Buzurg mahila ke Rs 5lakh Gold Chori kara hai
Nagpur , Uttarakhand , Punjab aur Uttar Pradesh mai Khudko Police batakar Buzurg logo ke Jewellery Churaakar Faraar ho jaata tha
Chittorgarh ki Rajkumari Padmini , Chhattrapati Raja Shivaji , Savdhaan India , Gulamkai jaise Serial aur Movies mai kaam kar chuka hai
Related